Ticker

6/recent/ticker-posts

Ad Code

अब आप भी माहीने के 15 से 20 हजर रुपये तक कामाय कर साकेत है। ~ earning money by 5 mobile application.

 अब आप भी माहीने के 15 से 20 हजर रुपये तक कामाय कर  साकेत है। ~ earning money by 5 mobile application.


    Aaj me app le liye best online earning application laya hu. Vese aaj internet pr hajaro earning application mil jayegi pr kafi sari app froude hai. Pr aaj me aap sab ke liye best 5 earning app hu laya hu


Best 5 earning application.

  ( 1 ) mx player
 
  ( 2 ) Google online reward

  ( 3 ) Roz dhan

  ( 4 ) Qureka

  ( 5 ) paytm first game



( 1 ) MX PLAYER - ( gaming )

    Mx player application se aap earning kr sakte hai. mx player generally video player application hai. pr aap mx player application me games khel kr aap earning kr sakte hai.





 1. First aap ko mx player application ko
     Play store se download kr usko apne
     Mobile me installed kr na hai.

2. Jab application installed ho jaye Jaye
    Uske bad application me aap ko game
    Vale option pr jana hai.






3. Or uske bad apko pahele sing up kr na
    Hai or fir apko apna paytm number add
    Karna hai.

4. Fir apko game khel kr usme apko acha
    Score bana hai. Or fir jobhi earning hogi
    Vo app paytm se nikal sakte hai. Dialy
    Limit 20 rupees hai.





5. App 100% earning kr sakte hai mx player
    Application se.


APP LINK -https://play.google.com/store/apps/details?id=com.mxtech.videoplayer.ad



( 2 ) Google online rewards-(survey)

       Google online reward application best
Earning application hai. Google online reward application me Google apko her week ko ek survey bhej ta hai. Joki vo survey bahot hi simple hota hai. Or app survey ke Javab dekar aap earning kr sakte hai.






 1. First apko play store se application ko
     Download krna hai. Or usko installed
     Apne mobile me installed krna hai.


2. Fir har week Google apko survey bhejega
    Or uske apko asan Javab de Kar aap
    Earning kr sakte hai.




3. Or us earning money ko aap play store
    Me se music, books, game, app etc.
    Free me download kr sakte hai.


App link - 
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.google.android.apps.paidtasks



( 3 ) Roz dhan - ( video )

       Roz dhan application se aap bahot jyad earning kr sakte hai. Roz dhan application ek acha earning application.




1. First apko play store se application ko
    Download krna hai. Or fir apko app
    Installed krna hai.

2. Jab application open hoga tab apko first
    Apna mobile number dalkar sing up
    Krna hai.

3. Aap Roz dhan application me video dekh
    Kr, games khel kr, or apne friend ko
    Invited kr ke aap earning kr sakte hai.

4. Roz dhan app ki khas bat ye hai ki app
    1 rupees se lekar 500 rupees Tak ek din
    Me transfer kr sakte hai.



5. Roz dhan me aap coin se bhi earning kr
    Sakte hai. Roz dhan 100% earning app
    Hai.


App link -
https://play.google.com/store/apps/details?id=videos.share.rozdhan



( 4 ) Qureka - ( quiz )

      Qureka application general knowledge valo ke liye best hai. Qureka application me aapko general knowledge ke question puche jayege jiske apko sahi Javab Dene hai.




1. First aap ko play store se application ko
    Download krna hai. Or fir usko apne
    Mobile me installed krna hai.

2. Fir apna mobile number ko application
    Me register krna hai.

3. Or live turnament me puche gye question
    Ke apko jabav Dene hai.



4. Or aap jobi earning karege usko app
     paytm or bank se transfer kr sakte hai.


App link - 
https://play.google.com/store/apps/details?id=qureka.live.game.show



( 5 ) paytm first game - ( gaming )
  
        Paytm first application specially gaming application hai. Application me aap game khel kr aap earning kr sakte ho.




1. First aap ko play store se application ko
    Download krna hai or fir apko installed
    Krna hai.

2. Fir apko apne paytm account se paytm
    First game application ko join krna hai.

3. Application me apko game khel kr jobhi
    Earning hogi vo direct apke paytm
    Account me transfer ho jayegi.



4. Paytm first game application me aap
     100% earning kr sakte hai.


App link - 
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.paytmfirstgames     
    

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Ad Code